Amrit Mishra - Photography: Haar Rang Kuch keheta Hai...

Haar Rang Kuch keheta Hai...



Haar rang kuch keheta hai...

laal rang ne awaj di,
kya tum mein woh junoon hai?
kya tum mein woh josh hai?

hare rang ne kaha,
tum mein aaj woh dridhta hai, 
tum mein aaj aage jane ki woh bhawna hai,

nile rang ne kaha,
maan ko shant karo aur 
bharosa karna sikho.

sunhere rang ke chamak ne jawab diya,
aaj tum jo cha ho woh paoge,
jeet tumare kadom pe hogi.

haar rang kuch keheta hai...

No comments:

Post a Comment

Copyright © Amrit Mishra - Photography Urang-kurai